Khoo ke hosh o hawas bethaHai, wo mere aas paasBetha hai, humko rokoNa tum hamare liye,Ek ladka udaas betha hai..!
Hum tanha hi achche the mohbbatKe pahle, hum juda hi achcheThe mohbbat ke pahle, kabhiTum khafa, kabhi hum khafa,Hum kitne achche the wafa se pahle.
Kismat pe aitbaar kisko hainMil jaye apka pyar is khushiSe inkaar kisko hai zindagiMe kuch mazburiyan hain dostWarna judaai se pyar kisko hain.
Mere pyare sajan kaise hogaMilan, kuch karo tum jatanLaut aao watan, soona soonaHai dil ka ye mera chaman, kuchKaro tum jatan laut aao watan.!
Muskurate palkon pe hmare sanam chaleAate hain kisi ko pata nahi hamareGum kah se aate hain hum aaj bhiUsi mod pe khade hain jah kisiNe kah tha thahero hum abhi aate hain.
Wo raat dard aur sitam ki raat hogi,Jis raat ruksat unki baraat hogi,Main ye sochkar uth jata hoonAksar neend se ki ek din gairKi bahon me meri sari kayanaat hogi.
Bahut khamoshi se gujri ja rahi hai zindgi,Na khushion ki raunak na gamo ka koi shor,Aahista hi sahi par kat jayega yeh safar,Na aayega dil mein uske siwa koi aur.
Dekhe jo tujhe use aitbaar na ho sake,Gum-e-jindagi me tera koi mukam naHo sake, ja ai bewafa meriBaddua hai tujhe, lakh koshish kareTu magar tujhe kisi se pyar na ho sake.
Hamesha tere khyalo me dube hoteHai, teri tasweer ke aage soyeRahte hai, ab kyaBole mukdaro ke aage, apniParchhayi se bhi muh mode rahte hai.
Khamoshi kehti haii joo lafz nahi kehSakte, log chup reh ke bhi izhaarKiyaa karte hain, ghar nahi lagtaHaii ghar ab to bulaa lo usko, mujhseMinnat dar-o-deewar kiyaa karte hain!!
Zindagi bhar bhagte rahe gamo se parKam na huwa, bhatak rahe hai andheroMe ujala ab tak na huwa, dard bhaiGayi hai zindgi se ladte ladte, chalRahe par abhi tak rasta khatam na huwa.