‘quran parho to dil khul jaye namaz parho to chehra norani ho jaye kitni dilkash hai rasool-a-allah s.a.w.w ki sunnatain amal kro to zindagi sanwar jaye.’
”+’+'+’=noor aankho’n mein, to chehrey pe ujaley hongay mustafa walo’n k andaaz niraley hongay. hashr mein unki shafa’at k hawaley hongay, hum gunah_gaaro’n ko sarkaar sanbhaley hongay. dunya mein un k tassawar se muqadar chamka, qabar mein ab to ujaley hi ujaley hongay. hashr to eid hogi “” hum deewano ki, mere sarkaar aur sub un k chahney waley hongay.’
‘thankfull of allah who gave us lovely truthfull and honest prophet hazrat muhammad peace be upon him’ ähmäd ki baat baat me häider ki baat hy..!’
‘ek roz aik sahab ne hum se kaha: = aata nhi hy zikr-e-räsööl-e-khüdä_s’a'w’w tumhen _ bus fätimä_s’a ki baat hy ya häider_a’s ki bat hy _ me ne kaha zikr-e-räsööl-e-khüdä kroon.. _ kehnay lagay k haan yahi johar ki baat hy _ me ne kia jo dawat-e-awwal ka tazkira _ bolay hat’tao is me to häider ki baat hy _ me ne kaha jihad-e-päyämbar kroon bayaan _ bolay khandaq ka zikr hy kahi’n khebar ki baat hy _ me ne sunaya ääyät-e-tätheer ka nuzool _ bolay k ghar me rehnay do ye ghar ki baat hy _ me ne näbi ki butt-shikni ka kia jo tazkira _ bolay paa-e-äli aor dosh-e-päyämbar ki baat hy _ me ne sunaya jab shab-e-hijrat ka waqiya _ bolay k ye räsööl k bistar ki baat hy _ me ne näbi k akhri hajj ka kia jo zikr _ bolay k ye ghadeer k mimbar ki baat hy _ aray me ne kaha k zikr-e-näbi kis tarah kroon _ ähmäd ki baat baat me häider ki baat hy..!’
‘hr ibtada sy pehly hr intaha k baad, “zat-e- nabi” buland hy “zat-e-khuda” k baad, dunya main ehtraam k qabil hain jitny log, main sb ko manta hun mgr “mustafa” k bad… i love nabi paak [saw]‘
‘dunia ki har fiza mein ujala rasool ka, ye sari kainaat hai sadqa rasool ka, khushboo gulab hai pasina rasool ka, aapko mubarak ho mahina rasool ka…!’
‘aap(sallallahu.alahe.waalehe.wasallam)ne farmaya! =kalonji hr bemari ka elaj hy =sirka behtreen salan hy,wo ghar kbhi ghareeb nhi hoga jis me sirka mojod hy =zaiton me 76 bimarion ka elaj hy, ==zam zam hr bimari ka elaj hy ==hr anaar me jannat k pani ka ek qatra hota hy ==shifa k do mazhr hyn shehed or quran pak, ==jis ghr me khajoor ho wo ghr wale kbhi bhoke na rahnge” achi baat phelana sadqa.e.jaariya hy.’
‘c ,!, c ( * :’: ( ) :’: i:’:i .:::!!!!!!:::.i:’:i i:’:i.ii..:”"”:..ii.i:’:| eid-e-melad-ul-nabi bohat bohat mubarak ho…!’
Thay prinday su ba su- ly k her ik gul ki bu- - kar rahay thay guftgu- balagal ula bay kmalay hi- - thi munawar sab fiza- jahan tk uthti thi nigah-aaa rahi thi yoon sadaa- “kashafuddu-ja bay jmalay hi- - bulblein bhi apny shouq men- dalay huay gul toq men- - kehtein thein apne zoq men- “hasanat jamee o khisalay hi- - chiriyon k sun k cheh-chahay- insaan bhi bhala kyun chup rahy- - laazim hay is pay youn kahy sallu aalihi wa aalih hi-
Dunyaaa ki haar fiza mein ujala *rasool* kaah ye sari kainaaat hai sadqa *rasool* kah khusboo gulaaab hai passsina *rasool* ka aap kooh mubaarak hooo maahinaa *rasool* kaaah rabi-ul-awaaal mubaraak ho.
Sabse jyada nasha kisme hota hai? shrab me? no pyar me? na paise me? never sabse jyada nasha . . . . . . . . . . . kitab me hota hai,sala kholte hi nind aa jati hai..
.~”~. :’ ;/ ‘: ‘: .*. :’ 12rab-ul- :’ /; ‘: awal ‘~….~’ (eidon ki eid i)* jashn-i- eid melad-un- nabi(s.a.w) mubarak ho……! rabi-ul-awwal ka chand mubarak ho, , ,