‘ek roz aik sahab ne hum se kaha:
=
aata nhi hy
zikr-e-räsööl-e-khüdä_s’a'w’w tumhen
_
bus fätimä_s’a ki baat hy ya häider_a’s ki bat hy
_
me ne kaha
zikr-e-räsööl-e-khüdä kroon..
_
kehnay lagay k haan yahi johar ki baat hy
_
me ne kia jo
dawat-e-awwal ka tazkira
_
bolay hat’tao is me to häider ki baat hy
_
me ne kaha
jihad-e-päyämbar kroon bayaan
_
bolay khandaq ka zikr hy kahi’n khebar ki baat hy
_
me ne sunaya
ääyät-e-tätheer ka nuzool
_
bolay k ghar me rehnay do ye ghar ki baat hy
_
me ne näbi ki butt-shikni ka kia jo tazkira
_
bolay paa-e-äli aor dosh-e-päyämbar ki baat hy
_
me ne sunaya jab shab-e-hijrat ka waqiya
_
bolay k ye räsööl k bistar ki baat hy
_
me ne näbi k akhri hajj ka kia jo zikr
_
bolay k ye ghadeer k mimbar ki baat hy
_
aray me ne kaha k zikr-e-näbi kis tarah kroon
_
ähmäd ki baat baat me häider ki baat hy..!’