‘kuch kahon main… pyar… se, kuch suno aap …pyar….se, zindagi apki har pal ….haseen…ho yehi dua karon main. apnay parwardigar…. say…..’
Dua meray allah! meri izat k liye yei kafi hey k mein tera banda hon. aur merey fakhar k liye yehi kafi hey k “tu” mera parverdigar hey. hum sub ki mushkilat ko asaan ker day. aameen. “tu” veisa he hey jeisa mein chahta hon, bus “tu” mujh ko veisa bana dey jeisa “tu” chahta hey … aameen.’
Al_quran: “aye mere rab! mujhe namaz qaim karne wala bana aur meri aulad se bhi (aese log utha jo ye kaam karen) parwardigaar! meri dua qabool farma. aur mere waldeen aur sare musalmano ko us din maaf farma de jab k hisab qaim hoga”. (surah ibraheem #14, aayat # 40, 41)….. ?ka??el?,,, ,,,.•’
‘mangi hai dua utha k hath tere liye! ghaam mile mjhe or khushiyaan tere liye! mouat aaye mjhe or baki zindagi tere liye! kare khuda kabol mere dua! jo dill se mangi tere liye!!!!!!!!!!’
Ya khuda mera watan ki hafzat farma is zalam zardari se najat dila hum gunhgar hain apny gnaho ka atraf karty hain likan to maf karny wala hum ko maf kar ub ye zardari k taxo se naja dila ameen’
‘zindgi k kisi lamhe jb umeed ki roshni km parne lage t0 ghabrana nhi yad rakhna k zameen k kisi goshe me mere 2 hath ap k liye “dua go” hen.’
‘tumhare waste jitni duaaen soch rakhi hn . agr likhna unhe chahoon . . bari hi mukhtassr mata-e-zindgi mehsoos hoti hai . so do misron mn mere ye haseen jazbay smjh lena . . teri hr raat, thehre paaniyon k sukoon jaisi ho! . tera hr din tumhre bachpany ki eid jaisa ho!’
‘*. . .meri dua. . .* falak pe taare hain jitne itni zindagi ho tmhari. .* chaand se ziyada zameen pe roshni ho ttmhari. .* tu khush rahe duniya ki her khushi ho tmhari. .* tu saada salamat rahe, ye dua hy meri. . .* *. . .aameen. . .*’
‘*. . .khuda ap k sare gham rait par likh de ta’ke hawa se hi mit jayen or khushyan pathar par likh de ta’ke hawa to kya barish b na mita sake aameen d!lsy. .*’
'unki gali me naseeb se jana naseeb ho phir lot k wahan se na ana naseeb ho aisa dar-e-rasool pe sajda ho akhri k mujh ko apna sar na uthana naseeb ho *ameen*’
‘*. . .sajti rahein “khushiyon” ki mehfilen, har khushi tumhari “suhani” rahe tum “zindagi” mein itna khush raho kay her khushi tumhari “diwani” rahe dard aur gham se tum “anjan” raho khushiyon se tumhari “pehchan” rahe mere dil ki ye “dua” hai kay tumhare chehre per hamesha “muskan” rahe. (ameeeen)’
‘lakhon ki ginti mujhy nahin aati pr ek dil ka khayal tum se keh don.. k pani ka hr qtra agr “dua” ban jay to tohfy main tujy sara “smundar” day don.’