‘*pyaray *allah* pak,* *ye* insan* jo* *msg* parh* raha* hai*, *ye *bohat* pyara* *hai,* *is ki* zindgi* *khushiyon* se* *bhar* dena,* *is ko* bohat* *agay* barhana,* *jitni* us ko* *umeeden* hain* *us* sy* zyada* *is ki* madad* *krna,* *is ki* zindgi* me* *ujala* bharna,* *or* * is ka* naseeb* acha* *kerna* *ameen*’
‘khuda kre k nya saal aap ko raas aajae jo aap ka hai wo aap k pas aajae aap saara saal akele na raho aap ka rishta le kr aap ki saas aajae” ;-) aaaaameen.’
‘dua 4 u! december se december tak, tumharay dil ki har khwahish, tumharay dil ka har armaan, tumharay dil se nikli har aik dua, is tarha se poori ho k, jaise phool main khushboo basi ho. anay wala saal janay walay saal se behtar aur khoobsurat ho. aameen!’
‘kisi ko itna pyar do k had na rhy mgr aitbar b itna kro k shak na rhy wafa itni krna k bewafai na rhy aur dua bas itni kro k judai na rhy’
‘”sweet pray” aye”allah”har khubsurt din k malik hum kamzor hain “tu” taqat wala hai “hum aajiz hain, “tu” bay-niyaz hai, ay “allah” hum mangtay hain, “tu” daita hai, “hum mujrim hain, “tu” shehansha hai, “tujhe” teri shan-e-rahemi-o-kareemi ka waasta hum par karam farma, q k hum kisi imtihan or azmaish k qabil nahi hain, ay “allah” “tu” muaf karne wala hai or mafi ko pasand karta hai humhain bi muaf farma, “*aameen*”‘
‘mzeed chuttiyun k ishare h0ne wale hn, mzeed chuttiyun k ishare h0ne wale hn. “q k asif ali zardari” allah k0 pyare h0ne wale hn..! saare bolo ameen :-p’
‘allah’ kry k is baras ap k hath main kaaby ka gilaf ho ap ki nigah k samny kaaby ka darwaza ho ap ka qayam ap k rukoo,sajdy ap ki ibadat ki jaga masjid ul haram ho jab ap k lab par drood e pak ho us’ waqt ap k samny roza-e-rasool pak (salallaho allahe wassalam ) ho (ameen)’
‘dua* dharkan hamari tumse jo kahe,:-* sanso ko bi eski khabar na lage,:- bohat khubsurat hy ye “pyar” hamara. dua hy ise ksi ki nazar na lage., ,’
‘tri pasand mri chahat ban jay, tri muskrahat dil ki rahat ban jay, khuda khushiyon se itna khush karde tjy k tjy khush dekhna mri addat ban jye.’
'ya allah humein ata kar.. aisi mafi jis k bad gunah na ho, aisi hidayat jis k bad gumrahi na ho, aisi raza jis k bad narazgi na ho, aisi rehmat jis k bad azab na ho, aisi izzat jis k bad zillat na ho “ameen”‘
Agar kisi k pas sb kuch ho tu dunia jalti hy.. agr kisi k pas kuch na ho tu dunia hansti hy mere pas ap k lye dua hy jis k liy dunia tarasti hy allah ap k name me kaam me ghar me ezat me sehat me jan me mal me humesha khair-o-barkat ata frmae or apko hmesha tandrust or salamat rakhy aameen…
Ek khoobsurat dua ay “a”l”l”a”h” dil me ishq -e-”mustafa” lab pe naat-e-”mustafa” dunya me mohabbat -e- “mustafa” duniya me nizaam -e-”mustafa” qabar me deedar -e-”mustafa” aakhrat me moarfat -e- “mustafa” hoz-e-kaosar pe jaam -e- “mustafa” pull siraat pe daaman-e- “mustafa” mehshar me shafaat -e- “mustafa” aur “jannat”me rafaqat -e-”mustafa” sub ko atta farma “aameen”