‘elaahi aj ye frman likh dy, hr khushi mery dost k naam likh dy agr uski khushi k liye kisi ki jan chahiye to us py sadar-e-pakistan ka naam likh dy.. ameen.’
Rab tu apna jalwa dikha de unki zindgi ko b apne noor se saza de bas mere dil ki yhi dua h malik is sms ko pdhne wale k sapne haqikat bna de…..
Ho puri apke dil ki har khwahish.., aur mile khushio ka jaha sara.. agar aap mange asma ka 1 tara.., to, khuda de-de apko asman sara..!!
“dua”k 3 lafz aap k liye,, “d” dil se nikli hui awaz jo aapko haqeqi khoushiyan de,, “u” udasl kabhi aap k qareeb se bhi na gouzre,, “a” allah aap ko hamesha khoush rakhey..
‘a very nice dua” mery allah ” ” meri izzat k liye yehi kaafi hai… k main tera banda hon,,, our mery fakhar k liye yehi kaafi hai… k tu mera parwardigaar hai,,, tu waisa hai jaisa main chahta hon… bus tu mujh ko waisa bana dy,,, jaisa tu chahta hai… (‘aameen’)’
‘ho k shrminda gunahon se kabhi sar jhuka to sahi, wo kare ga muaf tujhy tu ashk baha to sahi, rahe gi chandni qabar mein bhi sath tere, tu uski yaad ko dil se zara laga to sahi, na rahe ga tu mohtaj kabhi kisi ka, kia hai jo khuda se ehed wo nibha to sahi, wo hai ghafoor-ur-raheem sunta hai dua sab ki, aray nadan apne haath utha k daman phaila to sahi… talib-e-dua’
‘”dua go hoon teri zindagi k liye. lamhe lamhe ki her khushi k liye. tera daaman khushiyon se itna bhar jaye. k log tarsein aesi zindagi k liye…!” aamen’
‘allah pak app ki her jaiz khawahish ko qabul farmaey app ki zindagi ko apni khas rahmat aur naiymatoun se br de aur hamesha khushi rahe dukh ko app k as pas b batakne na de ameen sum ameen’
‘meri aukaat se barh kar mujhe kuch na dena, “mere maalik” q k zarorat se ziyada roshni b insan ko andha bana deti hai….,’
‘ay allah me tujh se mangta hoo kamil eman or kushada rizq or aajizi karne wala dil or tera zikar karne ali suban or sachay dil ki tuba or maut k waqt kalma e tayyaba or marne k bad huzoor(saw) ki shafaat or hisaab k waqt manfi or har momin per rehm-o-karam or fazl ameen shab-e-qadar mubarak ho dua ka talib dost and family (ay allah me tujh se mangta hoo)’
‘piyaar is jahan mein na koi ghareeb karey yahan koi na kisi ko dil ke qareeb karey woh beshak mujhey chor dey par dua hai shaheen rab mere hissy ki khushiyan bhi usay naseeb karey’