Karm apna khuda tujh pe sada rakhe, har ek tufan sy tujhe bacha rakhe, tu boley tau har ek ka dil jeet le, khuda aise alfaz tere honton pe sada rakhe. ameen
~*~dua~*~ ya allah is se pehle k mout hamy ruswa krde “tu”humary jism,o,roh ko acha krde, ye jo halat he humari hum ne hi banai he, jaisa”tu”chahta he ab wesa krde, humare her faisle me teri raza shamil ho, jo tera hukm ho wo humara irada krde, hum me jo bimar hen unko tu acha krde, …aamen… aslam o alaikum and good morning?
Hö säke tö müjhe küch khäs räkhnä chähät kä itnä tö ehsääs räkhnä ääp ki düaöön se mile gi khüshiyän müjhe, ye söch kär her düä me müjhe yääd räkhnä!
Apne muqaddar ka likha to mil hi jai ga “aey khuda” wo cheez aat kar mre dost ko jis ki us ko “khahish ” ha ….aameen…
*maa bap* *k liye * *dua* ya *rab*mere*maa baap* ko lazawal rkhna main rahon na rahon mere *maa bap *ka khayal rkhna meri khushiya b le le meri sansain bhi ley ley. magar mere *maa bap*k gird sada khushiyon ka jaal rakhna. ameen,
Sada roshan rahy tery muqaddar ka sitara “”dost”" “tujhy aur tery naseeb ko kisi ki nazar na lagy.! aameen’
Har pal pe apka hi naam hoga, apke har kadam par duniya kaa salaam hoga, mushkilon ka samna himmat se karna ae dost, dua he meri ek din waqt bhi apka gulam hoga.
‘har dar pe jake dua ki hai maine, us pari ko pane ki koshish ki hai maine. mangne walo ko teri bhikh milti hai ye suna hai maine, bus isiliye tujhse ye zid ki hai maine, hokar maayus na jaounga dar se tere, barson baad koi fariyaad ki hai maine…’
‘~*~tujh ko maloom bhi hay kitna “talab gaar” hoon” tera~*~ nayaß ~pooch un “farishton” se jo roz likhtey hain “dua”meri “or “naam “tera”‘
'mene mangi hy tere liye ye dua, k. tujhe kbi na koi dukh mile, tujhe zindgi ka hr sukh mile, tera dil na ho kbi khafa, tu muskraye sada, mene mangi hy tere liye ye dua, k. raheem tujh pr reham kre aur, dekhaye tujh ko seedhi rah, tere ghr me sakoon ho, aur tal jaye har bala, wo rehman hy mera khuda, kre ga qabool meri dua, k tjhe zindgi ka hr sukh mile, na tjhe kbi koi dukh mile…! (aameen)’
‘madine ki gali me ho ghar apka, makkah ki vadi me ho basera apka, dua he ek dost ki her dost ko, gumbad-e-khizra k saaye me ho sajda apka(ameen)’