Maa se payar hota hai to ebadat baap se payar hota hai to muqadas bhai se payar hota hai to aqidat didi se payar hota hai ho to farz & wife se payar hota hai to sab kehte hen k sala biwi ka ghulam hai.
Aqalmand aur samajhdar aadmi jb koi khaas aur eham faisla krta hai to apni aankhen band krta hai, buhat sochta hai, apne dil ki sunta hai, apne dimagh ko use krta hai, aur aakhir mein wohi krta hai jo . . . . . . . . us ki biwi kehti hai:)
Shaadi wale din juta chhupane ki rasam q hoti hai dulhe ko akhri chance diya jata he ki ab b waqt he nange paao bhag jao.
What is marriage?.. do dilon ka bandhan.. do atmaon ka milan.. do bhabnaon ka sammilan.. do insan ki dhadkan..
Ek kavi shaadi ke baad biwi se bola- aaj se thum hi mere kavitha ho, kalpana ho, bhavana ho! patni: mere liye bhi aaj se aap hi dinesh ho, ramesh ho, suresh ho.
Log shaadi kyo karte hai? isliye k marne k baad agar swarg jaye to accha feel kare.! aur nark jaye to ajeeb sa na lage, ghar jesa lage.!
Bhakt-"swami ji, aisi patni ko kya kahe jo gori ho beutiful ho inteligent ho pati ko samjhe or kabhi jhagda na kare swami:"man ka vahem''
After marriage, husband - may i kiss u darling. wife- sharmaate hui, hamne to kbhi gairo ko bhi mna nhi kiya. ap to phir bhi apne h g.
Suhagrat pr- pati- kaisa lag raha h janu? wife- ji bahut bura. pati- kyo? wife- aaj tak gsm thi koi b sim dal jata tha. bt ab cdma ho gyi hu kewal 1 hi sim daalna padega.
Aaj ki achi baat... kisi ko us ki chappal or puranay libas ki waja sy ghareeb na samjho.. ho sakta hai k wo ... . . . . ."shadi shuda ho
Q: aurten apne husband ko "a.g" q bulati hain?? . . . . . . . . ans: q k wo unhay sab k samne "abay gadhe" nahi bula sakti :-d :-p
Difference between husband & gadha. ans:husband gadha ban sakta hai, but gadha itna bhi gadha nahi k husband bane!!