Kyon har bar mausam ki tarah badal jate ho har bar hamara dil dukhatay ho yeh bat sunkar hamari ruh tak kanp gayi aye dost tum masjidon se chapal or lotey churate ho
Hum apko dekhne ki chahat rakhte hain, aapki har baat dil me chupaye rekhte hain najane kub aap t.v per aa jayen isiliye din raat cartoon network lagae rakhtey hain
Kbc main shahrukh ne mujh se pucha world ka sabse bara ullu kon hai? main ne 1 crore thukra diye, magar aapka naam nahi bataya.
Dil main tum dharkan mai tum asman mai tum zamen mai tum ankhon mai tum jahan dekho tum hi tum ho dettlo wali aunty sach kehti hain kitandu har jaga hotay hain
Kadam kadam pay hawa ki sima ka dhyan rakhna, mushkil waqt main dosti ko yaad rakhna “hamari yadoon ki khushboo zaror ayegi tumhain” . . . bus apni naak saaf rakhna
Today is an international day for the mentally disabled . please send an encouraging sms to a mentally disabled friend, as i have done………
Mausam shabab ka nasha sharab ka parda janab ka aur rang gulab ka in main sabse haseen to dekho sms parhne wala “mendak talab ka”
Har gali har deewar par apka name likha hai. har khirki har darwaze per apka name likha hai, upar talash-e-gumshuda or neeche zehni tawazun kharab likha hai
A boy told his friend, “yar ek larki mujh ko hans ke dekh rahi hai”. friend answered: “sahi se dekh, hans ke dekh rahi hai ya dekh ke hans rahi hai :
Woh subah ki thandak, woh toliye ki khushbu, woh shampu ki bottle, woh dhule huye kapron ka sukoon, . . . . . tum kya jano ye to sirf nahanay wale hi jante hain:
Koray kagaz pe likha tera naam hai, teri tasveer bana dali or likha ye paigam hai, “dimagi tawazun theek nahi” dhondnay wale ko 50,000 ka inaam hai ;-)
Jis tarah 1 machar ko marne se tum shikari nahin ban jaogey . . . . . theek usi tarah 2 – 3 sms karney se tum bhikari nahin ban jaogey