Chal chaliay masjid di chal chaliay masjid di us nukar tey jithay jutiyaan di lambi qataar howay ek tu chuk lay ek mein chuk laan saadi eid bari mazaydaar howay
Tu meri duaon mein shamil hai is tarha.. pholon mein hoti hai khushbu jis tarha.. allah tumhari zindagi mein itni khushiyan dey.. zameen per hoti hai barish jis tarha… aameen… eid ka chand mubarak…….
Bholi si surat ankhon mein masti dur khari ghabraye . . .. meri gaaye . . .. ak jalak diklaye kabhi . kabhi pardy mein chup jaye, .. meri gaaye . . .. mari nazar se tum dakho to gosht hi gosht nazar ayeeeeee. . . bholi si surat . ankhon mein masti . aye haye, . meri gaaye.. ‘happy advance baqra eid’
Aata nahi nazar kuch bhi siwaye eid meri taraf se eid mubarak ho aap ko bus mere pass hai yehi tohfaa bara-e-eid
Main eid sy pehly qurban ho geya rait tery sun kar main tuh heran ho geya kasai ki fees puch kar pareshan ho geya, teri qurbani tu eid ko hogi bakre mian main tuh magar eid sy pehly hi qurban ho geya….
Ghareeb ki bakra eid mune ki ama! pichle saal to bakre ki qurbani di thi magar is bars to srf bakre ki tasver hi khared ska hon…
Hum qurbaniyon k adi hain jo barhate hain baho mandi ka inki man maniyon k adi hain den gay mehngai mein bhi qurbani hum qurbaniyon k adi hain… happy bakrid day.
Sunhari dhoop barsat ke bad, thodi si khushi har bat ke bad, usi tarah ho mubarak aap ko ye nayi subah kal rat ke bad happy bakrid day
Hansi khushi tere jeewan ka har safar guzry meri dua hy k teri eid khoob tarha guzry id-ul-zuha(bakr-id) mubarak.
Is eid pe laut ke aa jana, kuch yadain taza krni hain, kuch lamhy morh k lany hain, kuch taary torr k lany hain, wo masti or wo madhoshi, wo bachpan mokuch umr ki pehli manzil thi kuch rastay thy anjaan bohat..? kuch hum bhi pagal thy lekin kuch wo bhi thy naadan bohat…? kuch us ne bhi na samjrh k lana hai, is eid pe lot k aa jana, ab dil ko dil ki dharkan se phir eid mubarak kehna hai, ab sath boht din rehna hai, is eid pe laut ke aa jana
Woh janwaron ki khushbu, woh gobar ki badbu, woh sardi main mandi jana, aur janwaron ke sath latak kar wapas aana, woh pinduon ke nakhray, aur hamara satana, dil pasand ke bachhray, lasani ki bachhriyan, mubarak ho aapko eid ki khushiyan…