Hqiqt smjo ya afsana apna smjo ya begana hmara apka rishta hy purana islye frz tha apko btana k bkra eid a rhi hy, ab shuru krdo ghas khana
Faraz arz karte hein. itna tau humein bhi check krna ata hay farazz kay bakra andal hay ya phir khassi advance bakrid
May allah flood your life With happiness on this occasion, Your heart with love, Your soul with spirituality And your mind with wisdom.Wishing you a very happy eid al adha
Aaj se amiri garibi k fasle na rahen,Har insan ek duje ko aapna bhai kahe,Aj sob kuch bhool ka aa gale lag ja,Mubarak ho tuje yehEid al adha
Zindagi ka har pal khushiyon se kam na ho, Ap ka har din eid se kam na ho,Yehi dua hain ki aisa Eid ka din aapko hamesha naseeb ho. Eid-ul-adha
Dua ke liye uthe haathNa kisi ko nuksaan pahunchaayenAaj is mubarak din parHum ye eidi paayenEid al adha.
Mere mulk ki kuchh aisi hawa hoBehti har taraf sirf mohabbat hoMandir- masjid ke jhagde na ubharenQubool kare khuda sabke sajde!Eid al adha.
Eid ke khoobsurat chaand ka ho yahi paigaamMulk me ho ekta aur bhaichaare ki ho ajaanSajde hon qubool mohabbat ke, bhoolen hum bairGujhiyon aur siwaiyon se saje meethi muskaanEid al adha.
Aaya hai aaj ka din ye mubaarakSaji hai raunaqon ki mehfil har tarafEid hai us khuda ka nayaab tohfaAap sabko hamaari Taraf se eid mubarak!Eid al adha.
Phoolon ki tarah haste rahoBhanwaron ki tarah gungunaoAllah ka ho naam labon parJamkar ye eid manao!Eid al adha
Aasmaan me chaand chadh aaya haiSitaron ne bhi aanchal lehraaya haiAa gaa len hum khushi ke geetDost mere mubarak ho tumhein ye eidEid al adha