As you pray to allah and offer your sacrifices in the true spirit of eid-ul adha here's hoping that all your wishes are fulfilled and prayers are answered. happy bakr eid!
Ye chaand unhe mera peghaam kahna khushi bhara din, hansi ki sham kahna uthe jab unki nazar tumhari taraf eid mubaarak meri jaan kehna…!
Na dehkne ki umeed hogi,, na milne ki bt hogi, ab tafseel se bat jis se b hogi, bakra eid k baad hogi…
Kurbani karna eid manana khub khushi ke nagme gana jo gham ke mare hay bechare unko lekin bhul na jana…!!!
Koi itna tumhein chahe to btana koi itne pyaar se to btana bakreed to wish sab kar denge tumhein par koi itne pyar se kare to batana.
Khushiyaan manate fir rahe hain sab bakra-eid ki mujhe to aarzoo hai bus fakt tere deed ki bakrid mubarak ho aapko
Allah farmata hai: qurbaan hone wale janwar ki badan ke har ek baal pe ek neki likhi jayegi. itna hi nahi, main qurbaan hone wale jaanwar ke badan ke har ek reshe par ek neki us jaanwar ko dunga.
Qurbani ke jaanwar ke chamdi ko bechne wale insaan ko qurbani ki sawab nahi milta hai. aisa hargiz na karein aur doosroon ko bhi btayein
Haqiqt samjo ya afsana! apna samjo ya begana! beet chuka aapka zamana! shayad pade aapko jaana! isliye farz tah apko btana.. k bakra eid aa rahi hai.. ab shura kardo ghass khana! happy id ul zuha ie. happy bakra eid..
Khuda karey k tum ko judai na mile kabhi bhi tanhai na mile mujhe msg na karo to kuchh aisa ho k waqt ho qurbani ka aur tum ko qasaai na mile
Goshat khana aqal k liye muzar hai kiun k goshat se dimag par charbi charhti hai sms takhleeq karne main dushwari hoti hai vezarat-e-sms hakoomat-e-dostan. happy bakra eid