Oonj raha hai duniya me bharat ka nagaraChamak raha aasma me desh ka sitaraAazadi ke din aao milke karen duaaKi bulandi par lahrata rahe tiranga hamara
Bharat ki pehchan hoo tum,Jammu ki jaan hoo tum,Sarhad ka armaan ho tum,Delhi ka dil hoo tum,Aur bharat ka naam ho tum.Happy independence day
Aao desh ka samman karein..Shahido ki shahadat yaad kareEk baar phir se rashtra ki kamaan,Hum hindustani apne haath dhare,Aao swatantrata diwas ka maan kareSwatantrata diwas ki shubhkamnaye
Mit ti nahi mitane se fanah hone ki khwaishein jhukati nahin jhukane se sarfarosho ki kainaitein aye hind tujhpe hai kurban katra katra is khoon ka jismo jaan kya chiz hai hum layein hain nazrana-e-rooh tere vaast
Log ji! abhi ghor kiya to pata laga kay. . . . . pepsi aur pakistan dono 65 k ho gaye hain. :-) happy independance day to all.
Na jane kab maut ka paigaam aajaye, na jane kab zindagi ki saam aajayi, dondhta ho aisa mauka dosto, ki meri zindagi kisi ke kaam aajaye
Kuch nasha ‘tirange’ ki an ka he, kuch nasha ‘mtrabhumi’ ki shan ka he, hum lahrayenge har jaga ye ‘tiranga’ nasha ye ‘hindustan’ki shan ka ha. happy independence day
Jab zulm banne laga tha riwaj, mangal ne uthai pehli awaaz, do kadam aur badake raah dikhai, woh thi hamari rani laxmibai, kai veeron ne li phir thaan, muskuratey hue diya apna balidaan, jab phir bhi angrez nahi hue matrook, toh chali ek aandhi…jisja naam tha mohandas karamchand gandhi, tab tak unhone nahi toda dum, jab tak aazaad nahi hue hum, sar uthake jeene ka manzar aaya, hindustan ka parcham lehraya, mahaveeron ne diya humko tohfa, par hum kar rahe hai unse dhoka, na swabhav may hai dheer, na seenay may bacha zameer, loot rahe hai apne hi gharko, jaat ke naam kaat rahe ek duje ko, jab darinde raajnetao se milega kinara, tab shaan se keh payenge……. hai azaad desh hamara.
Watan hamara aise na chod paye koi rishta hamara aise na tod paaye koi dil hamare ek hai ek hai hamari jaaan hindustan hamara hai hum hai iski shaan
Tairna hai to sagar ki laharon me tairo, kinaron me kya rakkha hai ! mohabbat karana hai to vatan (mulk) se karo, ladakiyon me kya rakkha hai !! :-g(……)
We celebrate valentine day and we enjoy friendship day. because we are free and independent to do this in india. so the biggest achievement is our independent day. happy independence day