Santa road pe ja raha tha.. samne gobar pada tha. santa ne apni ungli gobar me dali or phir muh me. or bola ohh gobar tha shukar hai pair nhi pda..
Snta:agar biwi k baap ko sasur kehte hain to, girlfriend k baap ko kya kahenge??? bnta:agar shadi k liye haa kar de to sasur nhi to "asur"... :-)
Santa to banta : why are you laughing ? banta : because today is i am very happy . santa: why are you happy ? banta: because i am laughing . ha ha ha ha ha ha ha ha.
Santa ki loutri lagi aur woh ghar pr jakar apni wife se bola... santa- agar mere loutri lagi to tum kya karogi. wife- 50% lekr tumhe chod dhungi. santa- yeh le 50 rupye aur nikal yaha se.
Santa.auto wale_se-kyu bhai hanuman mandir jaoge auto wala - ha. santa- to phir aate samay parsad lete aana.
Santa: phone pe itni dheemi aawaz me kis se baat kar raha hai? banta: behen hai ! santa: to phir itni dheemi aawaz me kis liye? banta: teri hai is liye!
Santa public toilet gya or 1 ghante ke bad nikla bahar baitha jmidar bola- 20rs. santa- sale toilet main baitha tha "cyber cafe" main nahi
Santa apne papa ke sat ja raha tha us ka lali pop gir gaya, to daidy ne kha beta chod do dosra lelegen 2 dinbad un ke sat us ki ma bhi thi, ma gir gai to bete ne kha, daddy chod do dosri lelege.
Santa bank me khata kholne gaya. form me 1 sawal tha, is bank me khata kholne ki wajah. santa ne waha likha- 'aapki khubsurat cashier
Jung main santa ne bulet proof jacket ki jagah machrdani pehani banta-aisa kyu? santa-jisme machar nahi ghus sakta usme goli kaise gusegi
Santa in kbc.. qus: videsh jane wali pehli bhartiya mahila kaun thi...? . . . . . . . . . santa- sita ji..! ravan ke sath sri lanka..
Dr.: aapke 3 danth kaise tut gaye santa.: wife ne kadak halwa banaya tha wo khaya isliye. . dr.: to halwa khane se mana kar dete . santa.:- fir to 32 ke 32 tut jaate.