Maut Ne To Nahi Zindagi Ne Bahut Sataya HaiMaut ne to nahi zindagi ne bahut sataya haiTujhe jitna bhule tu utna hi yaad aaya haiTu kyon is baat ko aksar bhool jata haiBarson minaton ke baad tujhe paaya hai
Meesamaane Asr Ki YeMeesamaane asr ki yMeesamaane asar ki ye bandagi achhi lagiKhaliq-e-kaunayn ko madh-e-ali achhi lagiMout se ghabraate hain aksar bashar leikin humeinShauq-e-deedar-e-ali mein maut bhi achhi lagiWaqt-e-aakhir aaye jab bari pa meri murtazaMaut ki baahon mein mujhko zindagi achhi lagiHum ghulaamaan-e-ali hain daulaton se be niazHar shahenshahi se humko qambari achhi lagiUski bakshish ke liye kaafi hai maula ko agarRazvi ye midhat saraa ki shaairi achhi lagi
Sar Jhukaoge ToSar jhukaoge to..Sar jhukaoge to patthar devta ho jayega;Itanaa mat chaho use wo be-wafa ho jayega;Hum bhi dariya hain humein apana hunar maloom hai;Jis taraf bhii chal padenge raasta ho jayega;Kitani sachayi se mujh se zindagi ne keh diya;Tu nahi mera to koi doosra ho jayega;Main khuda ka naam le kar pee rahaa hun dostoZehar bhi iss mein agar hoga dawa ho jayega;Rooth janaa to mohabbat kee alamat hai magar;Kya khabar thi mujh se wo itna khafa ho jayega
Rang Dikhati Hai Yeh Zindagi KitneRang dikhati hai yeh zindagi kitneGair bhi ho jate hain ek pal mein apneNa jaana kabhi tum sapno kee duniya meinKyonki toot jata hai dil jab toote hain sapne
Yeh Na Puch Ki Shikayatein Kitni Hain Tujhse Ai ZindagiYeh na puch ki shikayatein kitni hain tujhse ai zindagiSirf yeh bata ki tera koi aur sitam baaki to nahi hai
Kuch Is Tarah Se Guzari Hai Zindagi JaiseKuch is tarah se guzari hai zindagi jaiseTamaam umar kisi dusre ke ghar mein raha