Yah Dunyaa Ek Khawaabon Yah Dunyaa Ek Khawaabon Kii Zamiin HaiYah dunyaa ek khawaabonYah dunyaa ek khawaabon kii zamiin hai;Yahaan sab kuchh hai aur kuchh bhii nahiin hai;Tere chhuune se pahle vaahma thaa;Mujhe ab apne hone ka yaqiin hai;Jo socho to sulag uthi hain saansen;Teraa ehsaas kitnaa aatishiin hai;Mohaajir ban gye hain mere aansuu;Na aanchal hai na koii aastiin hai;Jagah duun kaise tujhko apne dil men;Yahaan to teraa gam masnad-nashiin hai;Mere chehre pe koii jhuk rahaa hai;Yah lamhaa to khudaa jaisaa hasiin hai
Rone Se Kabhi Kisi Ko Kuch Hasil Nahi HotaRone se kabhi kisi ko kuch hasil nahi hotaJo bichhad jaye woh sathi nahi hotaDusro kee to hum mehfil sajate rehte hainPar hamari tanhai mein kabhi koi shamil nahi hota