Aye Khuda Kaisi Ye Judaai HaiAye khuda kaisi ye judaai haiHar mod par tanhaai haiKaise jiyenge hum unke binaHar taraf ruswai hai
Tu Bhi NahiTu bhi nahi, mai bhi nahGalatiyon se juda tu bhi nahi, mai bhi nahiDono insaan hain, khuda tu bhi nahi, mai bhi nahiTu mujhe or mai tujhe ilzaam dete hain magarApne andar jhankta tu bhi nahi, mai bhi nahiGalat fahmiyon ne kar di dono mai paida dooriyanWarna fitrat ka bura tu bhi nahi, mai bhi nahi
Badla Tere Sitam Ka Badla Tere Sitam Ka Koi Tujh Se Kya KareBadla tere sitam kBadla tere sitam ka koi tujh se kya kareApna hi tu farefta hove, khuda kareQaatil hamari naash ko tash-hir hai zarurAainda ta koi na kisi se wafa kareFikr-e-maash, ishq-e-butaan, yaad-e-raftgaanDo din ki zindagi mein ab koi kya kya kiya kareAalam ke beech phir na rahe rasm-e-aashqiGar neem lab koi tere shikwe se waa kareGar ho sharaab-o-khilwat-o-mahboob-e-khub rooZaahid qasam hai tujh ko jo tu ho tau kya kareKhaakastr-o-patang-o-mashahd meri ki khaakSham-o-shafaq ajab ho jo mil kar ura kareAi waae bar aseer, ke par tor kar jiseSayyaad fasl-e-gul mein chaman se riha kare