Yeh Nahoosat ShaairyYeh nahoosat shaairYeh nahoosat shaairy jis kalmoohi ka naam haiMujh se poochhen, yeh nikhatoo mardoo-on ka kaam haiMain gai choolhe mein, hulia dekhieye apna zaraJaise khud rau ghaas ho, khat istarah se hai barhaJaise koi qaidi jo kaate koi lambi si sazaMarhaba, ai shaair-e-rangeen bayaan, sad marhabaBhaar mein jaaey yeh teri shaairy, yeh tera funTu agar mera nahin banta na ban, apna tau banTranslationShaair-e-rangeen bayaan: golden voic
Khareeda Jaa Nahin Sakta Hai Saaqi Zarf Rindon KaKhareeda jaa nahin sakta hai saaqi zarf rindon kaBahut sheeshe pighalte hain to ek paimana banta hai
Keh Deta Hun Vaise Mera Kehna Nahi BantaKeh deta hun vaise mera kehna nahi bantaIs dil ke ilawa kahin aur tera rehna nahi banta