Ajnabi Thi Baatein Sabhi Uske Pyaar KeeAjnabi thi baatein sabhi uske pyaar keeNahi thi khabar ek din qayamat zaroor hogiKarte rahe fariyad us khuda se ai sanamMilega tu mujhe, khuda kee rehmat zaroor hogi
Is Kadar Betabi Na Bada Yeh Berukhi Hai SanamIs kadar betabi na bada yeh berukhi hai sanamMujhe tu is jahan se le ja is pyaar ka sahara ban!
Kis Se Se Mangein Dawaa Zakhmon KeeKis se se mangein dawaa zakhmon keeSabhi ne chotein khayi hainKisi ka sanam bewafa hai toKisi ka sajan harzayi hai
Nadangi Ki Hadh Toh Dekho Mere Sanam KiNadangi ki hadh toh dekho mere sanam kiE doston mujhe kho kar mera jaisa khoj rahi hai
Teri Nazron Ki Nazakat Pe Hum Naaz Karte HainTeri nazron ki nazakat pe hum naaz karte hainAe sanam hum teri har adaa se, pyaar karte hain
Har Zakhm Kisi Thokar Kee Meharbani HaiHar zakhm kisi thokar kee meharbani hai;Meri zindagi bas ek kahani hai;Mita dete sanam ke dard ko seene sePar ye dard hi uski akhiri nishani hai