Chaahat Ke Yeh Kaise Afsane HueChaahat ke yeh kaise afsane hueKhud nazron mein apni begaane hueKisi bhi rishte ka khayaal nahi mujheIshq mein tere iss qadar deewane hue
Kuch Rishte Upar Bante HaiKuch rishte upar bante haiKuch rishte log banaate haiWoh log bahut khaas hote haiJo bina rishte, rista nibhaate hai
Pal Pal Ke Rishte Ka Vaada Hai AapsePal pal ke rishte ka vaada hai aapseApnapan kuch inta jyada hai aapseNa sochna ki bhool gaye hum aapkoZindagi bhar chahenge yeh vaada hai aapse
Khamosh Chehre Par Hazaron Pehre Hote HainKhamosh chehre par hazaron pehre hote hainHansti aankhon mein bhi zakham gehre hote hainJinse aksar rooth jaate hain humAsal mein unse hi rishte gehre hote hain
Rishte Sanson Ke Sath Nahi MarteRishte sanson ke sath nahi martePeedhi dar peedhi karz chukana padta hai
Kudarat ke karishme mein agar raat na hotiKudarat ke karishme mein agar raat na hotiTo khawabo mein yun mulakaat na hotiHar rishte ki wajah ye dil hi haiAgar ye dil na hota to koi baat hi na hoti