Aag Paani Mein Lagane Ka Hunar Seekha HaiAag paani mein lagane ka hunar seekha haiKaam mushkil hai bohat hum ne magar seekha haiYeh jo chaltay nazar aatay hain musalsal hum logKuch to paanay ki talab hai jo safar seekha hai
Sawaal paani ka nahiSawaal paani ka nahi, pyaas ka haiSawaal maut ka nahi, saans ka haiDost to duniya mein bahut hain magarSawaal dosti ka nahi vishwas ka ha
Naa Maro Paani Vich PatharNaa maro paani vich pathar, issh paani nu vi koi pinda hovegaApni zindagi nu hass ke guzaro yaaro, tuhanu vekh ke vi koi jeonda hovega
Ab Ke Saawan Mein Paani Barsa BahutAb ke saawan mein paani barsa bahutPani ki har bund mein wo aaye yaad bahutIss suhane mausam mein saath nahi koiBaadalo ke sath inn aankho se pani baha bahut
Paani Se Pyaas Na BujhiPaani se pyaas na bujhiToh maikhane ki taraf chal niklaSocha shikayat karun teri khudha sePar khudha bhi tera ashiq nikla
Kabhi Neendain Kabhi Ankhon May Paani Bhej Deta HaiKabhi neendain kabhi ankhon may paani bhej deta haiWo khud aata nahi apni nashaani bhej deta hai