Ga Saku Aapka NagmaGa saku aapka nagma, par woSaaz kaha se lau, suna sakKuch aapko, par woh andaKaha se lau, yun to chaanKi tareef karna aasan haiPar kar sake to aapki tareeWoh alfaaz kaha se lau.
Phir Nazar Mein Phool MehkePhir nazar mein phool mehke, dil mein phir shamain jali'nPhir tassawur ne liya uss bazmm mein jaane ka naam
Kal Jinhe Chhu Nahin Sakti Thi Farishton Kee NazarKal jinhe chhu nahin sakti thi farishton kee nazarAaj wo raunaq-e-bazar nazar aate hain
Meri Nazar Se Na Ho Door Ek Pal Ke LiyeMeri nazar se na ho door ek pal ke liyeTera wajood hai lazim meri ghazal ke liyeKahan se dhoond ke laaun charag se wo badanTaras gayi hain nigahein kanwal kanwal ke liye
Nahi Jo Dil Mein Jagah To Nazar Mein Rehne DoNahi jo dil mein jagah to nazar mein rehne doMeri hayaat ko to apne asar me rehne doMain apni soch ko teri gali me chhod aaya hunMere wazood ko khwabon ke ghar mein rehne do