Meesamaane Asr Ki YeMeesamaane asr ki yMeesamaane asar ki ye bandagi achhi lagiKhaliq-e-kaunayn ko madh-e-ali achhi lagiMout se ghabraate hain aksar bashar leikin humeinShauq-e-deedar-e-ali mein maut bhi achhi lagiWaqt-e-aakhir aaye jab bari pa meri murtazaMaut ki baahon mein mujhko zindagi achhi lagiHum ghulaamaan-e-ali hain daulaton se be niazHar shahenshahi se humko qambari achhi lagiUski bakshish ke liye kaafi hai maula ko agarRazvi ye midhat saraa ki shaairi achhi lagi
BolBol, ki lab aazaaBol, ki lab aazaad hain tereBol, zubaan ab tak terii haiTeraa sutvaan jism hai teraaBol ki jaan ab tak terii haiDekh ki aahan-gar kii dukaan menTund hain sho'le, surkh hai aahanKhulne lage quflon ke dahaanePhailaa har ek zanjiir kaa daamanBol, yah thoraa waqt bohat haiJism-o-zubaan kii maut se pahleBol ki sach zindaa hai ab takBol, jo kuchh kahnaa hai kah leTranslationSutvaan= delicatAahan = iro
Tum Na Aaoge Toh Marne Ki Hai Soa TadbeereTum na aaoge toh marne ki hai soa tadbeereMaut kuch tum toh nahi ho ki bula bhi na sakuTranslationTadbeere = deliberation, pla
So Zindagi Nisaar Karun Aisi Maut ParSo zindagi nisaar karun aisi maut parYun roye zaar zaar tu ahl-e-azaa ke saathMeaningAhl-e-azaa = mourner
Itni Shiddat Se Chaha Use Ki Khud Ko Bhi Bhula DiyaItni shiddat se chaha use ki khud ko bhi bhula diyaUnke liye apne dil ko kitni hi baar rula diyaEk baar hi thukraya unhoneAur humne khud ko maut kee neend sula diya
Bulaya Maut Ko Barson Maine Iltijaa Kar KeBulaya maut ko barson maine iltijaa kar keKhuda ke paas chala hun khuda khuda kar ke