Tumhari Mast Nazar Tumhari Mast Nazar Agar Idhar Nahi HotiTumhari mast nazarTumhari mast nazar agar idhar nahi hoti;Nashe mein choor fiza is kadar nahi hoti;Tumhin ko dekhane ke dil mein aarazuein hain;Tamhare aage hi aur unchi nazar nahi hoti;Khafa na hona agar bad ke tham lu daman;Ye dil fareb khata jan kar nahi hoti;Tumhare aane talak hum ko hosh rehta hai;Phir uske bad hamein kuch khabar nahi hoti
Nasha Zaroori Hai Zindagi Ke LiyeNasha zaroori hai zindagi ke liyePar sirf sharab hi nahi hai bekhudi ke liyeKisi kee mast nigahon mein doob jaoBada haseen samandar hai khudkhushi ke liye
Mast Nazron se dekh lenaa thaMast nazron se dekh lenaa thAgar tamanna thi aazmane kiHum to behosh youn hi ho jaatKya zaroorat thi muskurane ki