Khuda Hum KoKhuda hum kKhuda hum ko aisi khudayi na deKi apne siwa kuch dikhayi na deKhatawar samjhey gi duniya tujheAb itni zayada safai na deHanso aj itna ki is shor meSada siskiyon kee sunayi na deGhulami ko barkat samjhney lageinAseeron ko aisi rihayi na deKhuda aise ehsas ka naam haiRahe sahmne aur dikhayi na deMujhe aisi jannat nahi chahiyeJahan se madina dikhayi na dey
Zikar hua jab Khuda ki rehmaton kaZikar hua jab khuda ki rehmaton kaHamne khud ko khushnaseeb payaTamanna thi ek pyare se dost kiKhuda khud dost bankar chala aaya
Zikar Hua Jab Khuda Ki Rehmaton KaZikar hua jab khuda ki rehmaton kaHumne khud ko khushnaseeb payaTamanna thi ek pyaare se dost kiKhuda khud dost bankar chala aaya
Ae KhudaAe khuda, khushi har pal unke paas rakhnaMere apno ko tu kabhi na udaas rakhnaGum na aye unke paas, mere moulaTu nazar-e-karam unpe khaas rakhna
Aggar Jawaani Mein Khuda Na Pa SaakoAggar jawaani mein khuda na pa saakoTu chahat moola ki kabhi kum nahi hotiToh ishq mein ho kar ek baar be-murawatInsaan ishq ki bandagi kyun bhool jata hai
Yeh bhi ek dua hai khuda seYeh bhi ek dua hai khuda seKisi ka dil na dukhe hamari wajah seAye khuda kar de kuchh aisi inaayat hum peKi khushiyaan hi milein sabko hamaari wajah se