Khud Ko Kyuun JismKhud ko kyuun jisKhud ko kyuun jism kaa zindaan karenFikar to takht-e-sulemaani karenDer tak baith ke sochn khud koAaj phir ghar mein biyaabaani karenApne kamre mein sajaayen aafaaqJalsa-e-be-sar-o-saamaani karenUmar bhar sher kahen khuun thuukenMuntakhib raasta-e-nuqsaani karenKhud ke liye mol len izhaar ka qarzDuusron ke liye aasaano karenSher ke lab pe khamoshi likhenHarf-e-naa-guftaa ko laa-saani karenKimiyaakaari hai fan apnaa saazAag ko baithe hue paani karenTranslationZindaani = prisoneTakht-e-sulemani = soloman's thronMuntakhib = select, choos