Kyon Intezar Karen Kisi Mehkti Hui Shaam KaKyon intezar karen kisi mehkti hui shaam kaTeri nazron se hi chalakta hai nasha kisi madira ke jaam ka
Bahut Ho Chuka Intezar UnkaBahut ho chuka intezar unkaAb aur zakham sahe jaate nahiKya bayaan karein unke sitam koDard unke ab kahe jaate nahi
Roti Hui Aankhon Mein Intezar Hota HaiRoti hui aankhon mein intezar hota haiNa chahte hue bhi pyaar hota haiKyon dekhte hain hum woh sapneJinke tutne par bhi unke sach hone ka intezar hota hai
Labo Pe Geet To Aankhon Mein Khwab Rakhte TheLabo pe geet to aankhon mein khwab rakhte theKabhi kitabon mein hum bhi gulaab rakhte theKabhi kissi ka jo hota tha intezar humeinBada hi sham-o-sehar ka hisaab rakhte the
Is Intezar Kee Ghadi KoIs intezar kee ghadi ko, pal pal ki bekarari ko lafzon mein bayan kaise kar duIn makhmali ehsaason ko, reshmi jazbaton ko alfazon mein bayan kaise kar du