Kuch Itne Diye Hasrat-e-Didar Ne DhokheKuch itne diye hasrat-e-didar ne dhokheWo samne baithe hain yakeen hum ko nahi hai
Garmiye Hasrat Ke Nakam Se Jalte HaiGarmiye hasrat ke nakam se jalte hai;Hum chiragon ki tarah shaam se jalte hai;Jab aata hai tera naam mere naam ke saath;Naa jano kyon log hamare naam se jalte hai
Khubsurat Shayari, Hasrat hain sirfHasrat hain sirf tumhe paane kiAur koi khawahish nahi is deewane kiShikwa mujhe tumse nahi khuda se haiKya zarurat thi tumhe itna khubsurat banaane ki
Garmiye hasrat ke nakam se jalte haiGarmiye hasrat ke nakam se jalte haiHum chiragon ki tarah shaam se jalte haiJab aata hai tera naam mere naam ke saathNaa jano kyon log hamare naam se jalte hai
Dil ki hasrat Zuban pe Aane lagiDil ki hasrat zuban pe aane lagiTune dekha aur zindagi muskurane lagiYe ishq ki inteha thi ya deewangi meriHar soorat mein soorat teri nazar aane lagi
Aapko dekhne ki hasrat ho rahi haiAapko dekhne ki hasrat ho rahi haiAapse is kadar chahat ho gayi haiAap milo ya na milo humsePar hume aapko dil mein rakhne ki aadat ho gai ha