Bedili Se HansneBedili se hansnBedili se hansne ko khush-dili na samjha jayeGam se jalte chehre ko roshni na samjha jayeGaha gaha wahshat mein ghar ki simt jata hunIsko dasht-e-hairat se wapsi na samjha jayeLakh khushguman duniya bahimi talluq koDosti kahein lekin dosti na samjha jayeHum to bas ye kehte hain roz jine marne koAp chahein kuch samjhein zindagi na samjha jayeKhak karne walon ki kya ajeeb khwahish thiKhak hone walon ko khak hi na samjha jaye