Nahi Aata mujhe Kisi ko Manane Faqat Itna hi Kehta HonNahi aata mujhe kisi ko manane faqat itna hi kehta hon.“chalo bas ab maan jao naTumharay nazdeek agar meri hansi dilkash haTo main muskura ke kehta hoon“chalo bas ab maan jao naAgar tum dekhna chaho mere aankh mai aansTou mai ro ro ke kehta hon“chalo bas ab maan jao naSaza dene se hoti hai agar tassalli tumhainTo phir mai kaan pakar ke kehta hon“chalo bas ab maan jao naDekho aise kisi se roothna acha nahi hotaAb main bohat maan se kehta hon“chalo bas ab maan jao naTum agar chaho ke mere saansbhi na ho baakiTo main dam-e-aakhir kehta ho“chalo bas ab maan jao na
Haste Dilo Me Gam Bhi HaiHaste dilo me gam bhi hai,Muskurati aankhe kabhi nam bhi hai,Dua karte hai aapki hansi kabhi na ruke,Kyun ki apki muskurahatKe deewane hum bhi hai
Khush He wo hamhe yaad na karkeKhush he wo hamhe yaad na karke, hans rahe hWo humse baat na karke ye hansi unke hoto sKabhi na jaye khuda kare wo hamri maut pe b muskuray