Door rah kar kareeb rehne ki aadat haiDoor rah kar kareeb rehne ki aadat haiYaad bankar aankhon se bahne ki aadat haiKareeb na hote hue bhi kareeb paogeMujhe ehsas bankar rahne ki aadat hai
Zindagi ke liye jeena zaruri haiZindagi ke liye jeena zaruri haiJeene ke liye arman zaruri haiDil mein chahe hazaro gam hoPhir bhi tere chehre pe muskan zaruri hai
Agar Duniya Ko Samjhane Ki Sochte HoAgar duniya ko samjhane ki sochte hoToh kabhi isko toh samjha na sakoge tumAgar ki parwah duniya ki baaton ki tumneToh kabhi bhi mujhko pa na sakoge tum
Jamane se nahi to tanhai se darta huJamane se nahi to tanhai se darta huPyar se nahi to ruswai se darta huMilne ki umang bahot hoti hai dil meLekin milne ke baad teri judai se darta hu
Aashaon ke Zokhim me jeena hume aata nahiAashaon ke zokhim me jeena hume aata nahToot jaye jo, vo gharaunda main banata nahChhod de tanha zindagi me hume koAisa pyaar kisi ke dil me, main jagata nahi
Wo chhup kar bethe theWo chhup kar bethe theJab hume unki chah thiHume bhi usi waqt aani thi mautJis waqt unhe humari talash thi