Sharam Ek Ada-e-Naaz Hai Apne Hi Se SahiSharam ek ada-e-naaz hai apne hi se sahiHai kitne behijab ki yun hai hijab meinTranslationReticence is a form of pride, even with oneselfNo matter how unveiled you are within your many veils
Aaghosh Mein Mehkoge Dikhai Nahi DogeAaghosh mein mehkoge dikhai nahi dogeTum nikhat-e-gulzar ho hum parda-e-shab hainMeaningNikhat-e-gulzar = fragrance of gardeParda-e-shab = veil of nigh
Na Moh Na Maya HaiNa moh na maya hai, aalas tumhi ko aaya haiHumein bhi message kar ke dekh lo, mere dostNokia/samsung/apple ne yeh itna mehnga mobileSirf tumhari girlfriend ke liye nahi banaya hai
Kanjoos ki zindagi kya jeenaKanjoos ki zindagi kya jeena, kabhi humari tarah bhi jiya karoRoz mere sms padh kar sharam nahi aati, kabhi khud bhi sms kiya karo
Hum Aaj Bhi Dil Ka Aashiana Sajane Se Darte HainHum aaj bhi dil ka aashiana sajane se darte hainBaagon mein phool khilanne se darte hainHamari ek pasand se tut jaaeinge hazaaro dilTabi toh hum aaj bhi girlfriend bananee se darte hain