Yaaro Kisi Qaatil SeYaaro kisi qaatil sYaaro kisi qaatil se kabhi pyaar na maangoApne hi gale ke liye, talwar naa maangoGir jaoge tum apne masiha ki nazar seMar kar bhi ilaj-e-dil-e-bimar naa maangoKhul jayega is tarah nigahon ka bharam bhiKanton se kabhi phul ki mahkar naa maangoSach bat pe milta hai sada zehar ka pyalaJeena hai to phir jeene ka izhaar naa maangoUsh cheez ka kya zikar jo mumkin hi nahin haiSehra mein kabhi saya-e-diwar naa maango
Aadmi Aadmi KoAadmi aadmi kAadmi aadmi ko kya degaJo bhi dega wohi khuda degaMera qatil hi mera munsib haiKya mere haq mein faisala degaZindagi ko qarib se dekhoIsaka chehara tumhen rula degaHamase pucho dosti ka silaDushmanon ka bhi dil hila degaIshq ka zahar pi liya `fakir`Ab masiha bhi kya dava dega
Kya Kya Hamare Khwab TheKya kya hamare khwab thKya kya hamare khwab the, jane kahan pe kho gayeTum bhi kisi ke sath ho, hum bhi kisi ke ho gayeJaane woh kyon the, kaun the aaye the kis liye yahanWoh jo fashaar-e-waqt mein, bojh sa ek dho gayeUss ki nazar ne yun kiya gard-e-malal-e-jaan ko saafAbar baras ke jis tarah, sare chaman ko dho gayeKatne se aur badhti hai uthe hue sarun ki fasalApne lahu se ahl-e-dil, beej yeh kaise bo gayeJin ke bagair ik pal, jeena bhi muhaal thaShaklein bhi unn kee bujh gayin, naam bhi unn ke kho gayeAnkhon mein bhar ke rut jaage, raston ko de ke dooriyan'amjad' woh apne humsafar, kaise maze se so gaye
Rahon Pe Nazar Rakhna Honthon Pe Dua RakhnaRahon pe nazar rakhna honthon pe dua rakhnaAa jaye koi shayad darwaza khula rakhnaEhsaas kee shamaa ko is tarah jalaa rakhnaApni bhi khabar rakhna us ka bhi pata rakhnaRaaton ko bhatakne kee deta hai saza mujheDushwaar hai pehlu mein, dil tere bina rakhnaLogon ko nigaahon se padh lene kee aadat haiLogon kee tehreeron ko logon se bacha rakhnaBhuloon main agar aye dil, tu yaad dila denaTanhai ke lamhon ka har zakham hara rakhnaIk boond bhi ashkon kee daaman na bhigo paayeGham us kee amaanat hai, palkon pe sajaa rakhnaIss tarah 'qateel' us se bartaao rahe apnaWoh bhi na bura maane, dil ka bhi kaha rakhna
Yaaro Kisi Qatil Se Kabhi Pyaar Na MaangoYaaro kisi qatil se kabhi pyaar na maangoApne hi gale ke liye talwar na maangoGir jaoge tum apne maseeha kee nazar seMar kar bhi ilaaz-e-dil-e-beemar na maangoKhul jayega is tarah nigahon ka bharam bhiKaanton se kabhi phool kee mehakaar na maangoSach baat pe milta hai sada zehar ka pyalaJeena hai to phir jeene ke izhaar na maangoUs cheez ka kya zikar jo mumkin hi nahi haiSehara mein kabhi sayaa-e-deewar na maango
Kavkav-e-Sakht Jani Hai TanhaiKavkav-e-sakht jani hai tanhai, na puchhSubh karna sham ka, lana hai ju-e-shir kaTranslationKavkav = continuous beating of hard stone with a sharp objecSakht jani hai = ability to bear extreme agonJu-e shir ka = channel of mil