Pyaar ek aisa judai hai…Pyaar ek aisa judai hai…Jisme har pal tanhai basti hai…Akhir kya nasha hai iss pyaar mein…Jisme ek achcha insaan bhi pagal ho jata hai..!
Phir Kahin Door Se Ik Baar Sada Do MujkoPhir kahin door se ik baar sada do mujkoMeri tanhai ka ehsaas dila do mujhkoTum to chand ho tumhe meri zaroorat kya haiMain diya hoon kisi chaukhat pe jala do mujko
Tanhaiyo Me Jeene Ka Shahar Dundh LengeTanhaiyo me jeene ka shahar dundh lenge,Khamoshiyo ko jeetane ka safar dundh lenge,Tum aksar hume tanha chod jate ho,Jo tanhaiyo me bhi tanhNa chode wo humsafar dundh lenge
Bahut Hansa Tha MainBahut hansa tha mainJinko bhi hansaane ki liyeWahi chod gaye hain mujhe aajTanhai main aansoo bahaane ke liyeWoh hanste hain haamare saamneShayad hamein tadpaane ke liyePar hum to kambakht ro bhi nahi sakteZamaane ko gum dikhane ke liyeKhushiyan sab woh le gayeAashk hain bas aab mere liyePar yeh aashk bhi aab nahi dete hain saathIn aankhon se aashk bahaane ke liye
Mujhe Zindagi Bhar Rulate Gaye Mere Dil Ko Jalaate GayeMujhe zindagi bhar rulate gayeMere dil ko jalaate gayeHum kitne unki baato me aate gayeBulate the tanhai me apne matlab ke liye humeHum kitne naadan the ki unke pass jaate gayeRoz milne ki kasam humko dete theHum unki har zid ko seene se lagate gayeUnki aankho ko dekhe tamanna hamari bhi hoti thiHardam bas is majboori ka fayda wo uthate gaye
Har rat ek tanhai hai Har rat ek tanhai hai Har saas me rusvai hai Har dard me muskurane laga hoo maiHar pal ek khamoshi haiNafrat to khushi seHone lagti hai mujheJab pata chalta haiKi gam me kitni sachhai hai