Zakhm-E-Ummiid Bhar Gayaa Kab KaaZakhm-e-ummiid bhar gayaa kab kaQais to apne ghar gayaa kab kaAap ik aur niind le liijiyQaafilaa kuuch kar gayaa kab kaDukh ka lamhaa azal abad lamhaVaqt ke paar utar gayaa kab kaApna muunh ab to mat dikhaoa mujhNaasiho, main sudhar gayaa kab kaNasshaa hone kaa be-tarah thaa kabhPar vo zaalim utar gayaa kab kaAap ab puuchney ko aaye hainDil merii jaan, mar gayaa kab ka
Zakham E Tanhaayi Main Khushboo E Hina Kis Ki ThiZakham e tanhaayi main khushboo e hina kis ki thSaaya deewar par mera tha, sada kis ki thUs ki raftaar se lipti rahi aankhain merUs ne murr kar bhi na dekha ke wafa kis ki thAansoun se hi bhar gaya daaman merHath tou maine uthaya tha dua kis ki thMeri aahon ki zubaan koi samjhta kaisZindagi itni dukhi mere siwa kis ki thAag se dosti us ki thi jala ghar merDe gaye kis ko saza aur khata kis ki thi