Shikaayat Hume Zindagi Se NahinShikaayat hume zindagi se nahinJee rahe hai magar khushi se nahinDukh bhi diya har shakhs ne humeAur naraaz bhi hum kisi se nahin
Ab to hasne Ka armaan hi rula deta HAb to hasne ka armaan hi rula deta hJo b milta h dil ko dukha deta hWaise b aisa kya h mujhme jo yaad kre duniyaWaqt to achhe-achhon ko bhula deta h.
Hm Pagal Chand Ko Pany Chaly ThyHm pagal chand ko pany chaly thyHumain kia khabr thi khud ko rulany chaly thyAb to daman ma bs yadain hi pari hanBawafa ho kr b bewafa kehlwany chalay thyHumain thukra kr rota to wo b hogaJis sy hm sachi mhbt nibhany chlay thyAb jo khuwab tootay han to ye ehsas huaHm samandar kinary mehal bnany chalay thyDil dukhaya ha tm ny pr sada khush rho saqiHm teri rahon ma phool bechany chlay thy..!
Wafa ka naam na lo dostWafa ka naam na lo dostWafa ab dil dukhati hai..Such tu yeh hai wafa ka naam lene se phr ek bewafa ke yad aati hai..!
Pathar se wafaPathar se wafa, butt se sada maang raha hoonKyu aaj main sehra se ghata maang raha hoonMudat se koi dil ko dukhane nahi aayaAa jao koi zakham naya maang raha hoon
Woh to deewana tha mujhe tanha chhor gayaWoh to deewana tha mujhe tanha chhor gayaKhud na ruk saka to apna saaya chhor gayaDukh nahin gham is baat ka haiAankho se kar k waada baaton se toar gaya