Mujhe Rahne Do Eh Dost Paas ApneMujhe rahne do eh dost paas apneNajron se yun apni tum door na karoBas ek zindagi hi baaki hai paas mereIsko bhi ganvaane pe majboor na karo
Aise Aise Jakham Hain Paas MereAise aise jakham hain paas mereJinki is jahan mein kahin dawa nahiAapne bhi kaha begana toh kya huaHamne toh aapse kucch bhi kaha nahi
Dil tootega toh fariyaad karoge tum bhiDil tootega toh fariyaad karoge tum bhiHum na rahe toh hamein yaad karoge tum bhiAaj kehte ho hamare paas waqt nahinPar ek din mere liye waqt barbaad karoge tum bhi
Tum sochoge kyun itanaa, main tumase pyaar karunTum sochoge kyun itanaa, main tumase pyaar karuTum samajhoge deewani, main bhi iqrar karuDeevaano kii ye baaten, deevaane jaante haiJalne mein kyaa mazaa hai, paravaane jaante haiTum yun hii jalaate rahanaa, aa aa kar khwabon meiPal pal dil ke paas tum rehte ho
Mohabbat hum bhi kertay hain magar shikwa nahi kerteMohabbat hum bhi kertay hain magar shikwa nahi kerteHum apni mohabbat ko yun ruswa nahi kerteJo paas aa baithay usey dil se chahtey hainJo uth ker chala jaye usey roka nahi kertey
Dhup tez hai paas saya bhi nahiDhup tez hai paas saya bhi nahiDard aisa hai ke rona aaya bhi nahiTere siwa kisi ko maine apna dost mana hi nahiKyu ke kisi ko aap jaisa rab ne banaya hi nah