Yaadon Kee Dhund Mein Aapki Parchai Si Lagti HaiYaadon kee dhund mein aapki parchai si lagti haiKaano mein goonjti shehnai si lagti haiAap kareeb ho to apnapan haiVarna seene mein saanse bhi parai si lagti hain
Pindaar Ke Khogar KoPindaar ke khogar kPindaar ke khogar ko naqaam bhi dekho geAaghaaz se waaqif ho anjaam bhi dekho geRungini-o-duniya se mayoos sa ho janaDukhta howa dil le kar tanhaayi mein kho jaanaTarsi howi nazron ko hasrat se jhuka lenaFaryaad ke tukron ko aahon mein chhupa lenaRaaton ki khamooshi mein chhup kar kubhi ro lenaMajboor jawaani ke malboos ko dho lenaJazbaat ki wusat ko sajdon se basaa lenaBhooli howi yaadon ko seenay se laga lena
Hum Se Kya Puchte HoHum se kya puchte hHum se kya puchte ho hijar mein kya karte hainTere laut aane kee din raat dua karte hainAb koi honth nahi in ko churane aateMeri aankhon mein agar ashk hua karte hainTeri tu jane, par ai jane-tammana hum toSaans ke saath tujhe yaad kiya karte hainTu hi pehlu mein nahi warna december mein wahinDhoop mein akhbaar padhaa karte hainKabhi yaadon mein tujhe baahon mein bhar lete hainKabhi khawbon mein tujhe chum liya karte hainTeri tasveer laga lete hain hum seene sePhir tere khat se teri baat kiya karte hainGar tujhe chorrne kee soch bhi aaye dil meinHum to khud ko bhi wahin chorr diya karte hain
Meri Yaadon Kee Kashti Uss Samandar Mein Tairti HaiMeri yaadon kee kashti uss samandar mein tairti haiJis mein paani meri apni hi palkon ka hota hai
Meethi Yaadon Se Gir Raha Tha Yeh AansuMeethi yaadon se gir raha tha yeh aansuPhir bhi na jaane kyon yeh khara tha
Yaadon Ki Dhundh Me Aapki Parchaai Si Lagti HaiYaadon ki dhundh me aapki parchaai si lagti haiKaano me goonjti shahnaai si lagti haiAap kareeb hai to apnapan haiVarna seene me saans bhi paraai si lagti hai