Har mulakat par waqt ka takaza huaHar mulakat par waqt ka takaza huaJab jab use dekha dil ka dard taza huaSuni thi sirf gazal mein judai ki bateAb khud par biti to haqiqat ka andza hua
Har doori mitani padhti haiHar doori mitani padhti haiHar baat btani padhti haiLagta hai dosto ke pass waqt hi nahi haiAaj kaKhud apni yaad dilaani padhti hai
zamane ka ye dastur kaisaZamane ka ye dastur kaisaPyar ko pana ye kasur kaisaAgar mohabbat gunah hai zamane meinTo fir insano ko mohabat sikhane wala wo khuda beksur kaisa
kon kehta hai ki aadmi apni kismat khud likhta haiKon kehta hai ki aadmi apni kismaKhud likhta hai.Agar ye sach hai toh kismat me darKon likta hai.
Use Kehna Ameer-E-Shehar Kabhi Sir Nicha Nahi KarteUse kehna ameer-e-shehar kabhi sir nicha nahi karteAna ka hum kisi bhi hal me sauda nahi karteAgar ghum had se barh jayain to ansu aa hi jatey hainMagar hum apni aankhon ko kabhi dariya nahi karteKhushi ke sare mousam dusron me baant dete hainFakat ek dard ki doulat hai jo hum banta nahi karteHum ehley zoo ki fitrat se to sare log waqif hainKe hum kuchh kar guzrate hain magar socha nahi karteKareinge tum se hum tark-e-taaluq ye kaise mumkin haiKe hum to dushmanon ka sath bhi chhoda nahi karte!
Pathar Bana Diya Mujahy Rone Nahi DiyaPathar bana diya mujahy rone nahi diyaDaaman bhi tere gham ne bighone nahi diya..!Tanhaiyan tumhara pata poochhti rahienShab bhar tumhari yaad ne sone nahi diya..!Ankhon mein akar beth gai annsoon ki leharPalkon pe koi khoawab peerone nahi diya..!Dil ko tumhare naam ke ansoo aziz thayDuniya ka dard dil mein samone nahi diya..!Ae dost yoon uski yaad chali haath thaam keMele mein is jahan ke kabhi khone nahi diya..!