Aadat Ke Baad Dard Bhi Dene Laga MazaAadat ke baad dard bhi dene laga mazaHans hans ke aah aah kiye ja raha hun main
Kisi Dard Ko Sambhal Pana Aasan NahiKisi dard ko sambhal pana aasan nahiHanste hue har lamha bitana aasan nahiZindgi mein har koi dil mein basta nahiAur jo bas jaye usko dil se bhulana aasan nahi
Ab Yeh Bhi Nahi Theek Ki Har Dard Mita DeAb yeh bhi nahi theek ki har dard mita deKuch dard kaleje se lagane ke liye hain
Unki Tasveer Ko Seene Se Laga Lete HainUnki tasveer ko seene se laga lete hainIss tarah judai ka gham mita lete hainKisi tarha zikar na ho jaye unko hamare dard kaHans kar bheegi palkon mein sab dard chupa lete hain
Kab Thehrega Dard Ai Dil Kab Raat Basar HogiKab thehrega dard ai dil kab raat basar hogiSunte the woh aayenge, sunte the sehar hogi
Tere Siwa Koi Mere Jazbaat Mein NahiTere siwa koi mere jazbaat mein nahiAankhon mein wo nami hai jo barsat mein nahiPaane ki tujhe koshish bahut ki magarTu ek lakeer hai jo mere haath mein nahi