Unki Tasveer Ko Seene Se Laga Lete HainUnki tasveer ko seene se laga lete hainIss tarah judai ka gham mita lete hainKisi tarha zikar ho jaye unko hamare dard ka agarHans kar bheegi palkon mein sab dard chupa lete hain
Dene Aaye Hain Mere Dard Kee Keemat Mujh KoDene aaye hain mere dard kee keemat mujh koItne humdard hain na jaane kyon log mere
Ab Ye Bhi Theek Nahi Ki Har Dard Mita DeAb ye bhi theek nahi ki har dard mita deKuch dard kaleje se lagane ke liye hain
Dard-e-Dil Kee Aah Tum Na Samajhoge KabhiDard-e-dil kee aah tum na samajhoge kabhiHar dard ka maatam sar-e-aam nahi hota
Dard Ki Barishon Mein Hum Akele Hi TheDard ki barishon mein hum akele hi theJab barsi khushia na jane bheed kaha se aa gayi
Zindagi Kya Kisi Muflis Ke Qabaa Hai Jis MeinZindagi kya kisi muflis ke qabaa hai jis meinHar ghadi dard ke paiband lagaye jate hain