Bohat Khaamosh JoBohat khaamosh jBohat khaamosh jo baithaa huaa haiVo yakja hai magar bikhraa huaa haiBaraa nadaan hai, bahkaa huaa haiYe aadam khuld ka bigraa huaa haiUdhar jaana nahiin hotaa hai varnaaFalak tak raastaa dekhaa huaa haiKisi kaa haath bhi pohncha na us takYe sar uunchii jagah rakhaa huaa haiBa-zaahir is qadar masuum hai vohKi jaise aaj hi paidaa huaa haiKhazaana khud baraa hai jaan-lewaaYe us par saanp kyuun baithaa huaa haiDilaasa dil yuun detaa hai ki jaiseKi yahii ek meherbaan piadaa huaa haiTranslationYakjaa = intact, stablKhuld = heaven, the other worlFalak = sk
Bohat AaraamBohat aaraaBohat aaraam karna chahti hunYehi ek kaam karna chahti hunShaoor-e-aagahi ek almiaa haiIse neelaam karna chahti hunMein apni umer ke saaray asaasayTumhaaray naam karna chahti hunTumharay khaima-e-khushbuu mein reh karMein subaah-o-shaam karna chahti hunCharaaghon se hawaa ki dushmani haiIse naakaam karna chahti hun
Fasle bohat hai par itna maan lijiyeFasle bohat hai par itna maan lijiyeQareeb reh ker bhi her koi khas nahi hotaAap khayalon mein bhi itna qareeb haiKe faaslon ka ehsas hi nahi hota