Tumhare Khat MeinTumhare khat meiTumhare khat mein naya ek salaam kiska thaNa tha raqueeb toh aakhir woh naam kiska thaRaha na dil mein woh bedard aur dard rahaMukim kon hua hai makaam kiska thaWafa karenge nibhayenge baat maanegeTumhe bhi yaad kuch ye kalaam kiska thaWoh katl karke har kisise puchhate haiYeh kaam kisane kiya yeh kaam kiska thaHumare khat ke toh purze kiya padha bhi nahiSun jo tumane baa-dil woh payaam kiska thaGuzar gaya woh zamana kahoo toh kisse kahooKhyaal dil ko mere subah-o-shaam kiska thaHar ek se kehate hai kya 'daag' bewafa nikalaYe puchhe inse koi woh ghulam kiska tha
Kuch Toh Rahi Hongi Inki Bhi MazbooriyanKuch toh rahi hongi inki bhi mazbooriyanYun chah ke koi bewafa nahi hota
Ajeeb Tamasha Hai Mitti Ke Bane Logon KaAjeeb tamasha hai mitti ke bane logon kaBewafai karo to rote hain, wafa karo to rulate hain
Ek Bar Phir Se Niklengey Talash-e-Ishq MeinEk bar phir se niklengey talash-e-ishq meinDua karo yaaron iss bar koi bewafa na mile
Woh Bewafa Hamara Imtihaan Kya LegiWoh bewafa hamara imtihaan kya legiMilengi nazron se nazar toh nazar jhuka legiUse meri qabar par diya jalane ko matt kehnaWoh nadaan hai dosto, apna haath jala legi