Phir Itne Mayoos Kyun Ho Uski Bewafayi Par FarazPhir itne mayoos kyun ho uski bewafayi par farazTum khud hi toh kehte thay ki woh sab se juda hai
Badalte Iss Zamane Ne Sab Ko Badal DalaBadalte iss zamane ne sab ko badal dalaKhwabon aur khyalon ko bhi badal dalaNa badal saka us bewafa ko pyaar meraJiske liye humne apne aap ko badal dala
Is Se Pehle Ki Bewafa Ho JayeinIs se pehle ki bewafa ho jayeinKyon na ai dost hum judaa ho jayeinTu bhi heere se ban geya patharHum bhi kal jaane kya se kya ho jayein
Har Ek Chehre Ko Zakhmon Ka Aaina Na KahoHar ek chehre ko zakhmon ka aaina na kahoYe zindagi to hai rahmat ise saza na kahoNa jaane kaun si mazburion ka qaidi hoWo saath chhod geya hai to bewafa na kaho
Unke Chehre Pe Is Kadar Noor Tha Ki Unki Yaad Mein Rona Bhi Manzoor ThaUnke chehre pe is kadar noor tha ki unki yaad mein rona bhi manzoor thaBewafa hain woh ye keh bhi nahi sakta thaPyaar to humne kiya us mein uska kya kasoor tha
Zindagi Shayari, Zindagi Se PuchoZindagi se pucho ye kya chahti haiBas ek dil se wafa chahti haiKitni masoom or nadaan hai zindagiKhud to bewafa hai aur dusro se wafa chahti hai !!!