Giri Is Tabassum Ki Bijali Ajal ParGiri is tabassum ki bijali ajal parAndhere ka ho noor mein kya guzaraJustjoo jis gul ki tarpati thi ai bulbul mujheKhoobi-e-qismat se aakhir mil gaya woh gul mujheParwana tujhse karta hai ai shama pyaar kyonYe jaane beqaraar hai tujh par nisar kyonQismat buri sahi par tabiyat buri nahinHai shukr ki jagah ki shikayat nahin mujheZulm hai gar na do sakun ki daadQahar hai gar karona mujhko pyaarHoga koi aisa bhi ki ghalib ko na jaaneShayar toh wah achchha hai par badnaam bahut hai