Jawani Ke Din Chamkille Ho GayeJawani ke din chamkille ho gayeAur husn ke tewar nukile ho gayeHum izhaar karne me thode dhille ho gayeAur unke hath peele ho gaye
Kehte Hai Pee Ne Wale Mar Jate Hai Bhari Jawani MeKehte hai pee ne wale mar jate hai bhari jawani meHum ne toh dekha hai buzurgo ko jawan hote maikhane me
Log Kehte Hain Ki Badnaami Se Bachna ChahiyeLog kehte hain ki badnaami se bachna chahiyeKeh do be is ke jawani ka maza milta nahi
Bach Jaye Jawani Mein Jo Duniya Kee Hawa SeBach jaye jawani mein jo duniya kee hawa seHota hai farishta koi insaan nahi hota
Jawani ke din chamkile ho gayeJawani ke din chamkile ho gayeHusan ke tevar nukeele ho gayeHum izhar karne me thode dhele ho gayeAur udhar unke hath peele ho gaye