Ai mere humnashin chal kahin aur chalAi mere humnashin chal kahin aur chalIs chaman mein ab apna guzaara nahinBaat hoti gulon tak to seh lete humAb to kaanton pe bhi haq hamara nahin
Chaand to nikla hai magar yeh raat na hai pehli siChaand to nikla hai magar yeh raat na hai pehli siYeh mulaaqaat, mulaaqaat na hai pehli siRanjh kuchh kum to hua aaj teray milne seYeh alag baat ke yeh baat na hai pehli si
Kuch To Aisa Hai Jo Wo Hum Se Nahi KehteKuch to aisa hai jo wo hum se nahi kehteHar ek baat pe jo mujh ko sahi kehte hain
Zara Sa Qatra Kahin Aaj Agar Ubharta HaiZara sa qatra kahin aaj agar ubharta haiSamandaron hi ke lehje mein baat karta haiKhuli chhaton ke diye kab ke bujh gaye hoteKoi to hai jo hawaon ke par qatarta haiYe dekhna hai ki sehra bhi hai samandar bhiWo meri tashna-labi kis ke naam karta hai
Uske Siva Kisi Aur Ko Chahna Mere Bas Mein Nahi HaiUske siva kisi aur ko chahna mere bas mein nahi haiYeh dil uska hai apna hota to baat aur hoti
Udhar aap majabur baithey hainArz kiya hai.Udhar aap majabur baithey haiIdhar hum khamosh baithey hain.Baat ho to kaise ho janab.Jab dono taraf do kanjus baithey hain..!