Kisi Ki Ankh JoKisi ki ankh jKisi ki ankh jo purnam nahi haiNa samajho ye ke us ko gam nahi haiSavad-e-dard mein tanha khada hunPalat jaun magar mausam nahi haiSamajh mein kuch nahi ata kisi kiAgarche guftagu mubham nahi haiSulagta kyun nahi tarik jangalTalab ki lau agar maddham nahi haiYe basti hai sitam parvar digan kiYahan koi kisi se kam nahi haiKinara dusara dariya ka jaiseVo sathi hai magar mahram nahi haiDilon ki raushani bujhne na denaVajud-e-tiragi mahkam nahi haiMain tum ko chah kar pachta raha hunKoi is zakhm ka marham nahi haiJo koi sun sake amjad toh suna denaBa-juz ek baz gasht-e-gam nahi hai
In Ko Nasir Na Kabhi Ankh Se Girne DenaIn ko nasir na kabhi ankh se girne denaUn ko lagte hain meri ankh mein pyare aansu
Itni Shidat Se To Barsaat Be Kam Kam BarseItni shidat se to barsaat be kam kam barseJis traha ankh teri yaad main cham cham barseMinatien kon kare aik gharonde ke liyeKah do baadal se barasta hai to jam jam barse