Patni: Apane Pati Ke Kabr Pe Pankha Kar Rahi Thi Padosi: Bhabhi Ji Ab Ispe Pankha Karke Kya Fayda? Patni: Hamare Yaha Ke Niyam Hai Ki Jab Tab Pati Ki Kabr Sukh Nahin Jaati Tab Tak Patni Ki Dusari Shadi Nahin Ho Sakti
Shadi Aur Sagai Ke Bich Men Thoda Sa Samay Kyon Rakha Jata Hai Taki Koi Yah N Kah Sake Ki "Mujhe Durghatna Se Bachne Ka Mauka Nahin Diya"
Patni: Shadi Ke Shuru Me Aap Khana Khud Kam Aur Mujhe Jyada Khilate The Par Ab Aisa Kyon Nahin Karte? Pati: Kyonki Ab Tumhen Khana Banana A Gaya Hai
Macchar Aur Makkhi Ki Ho Gai Shadi; Pahli Hi Raat Ho Gai Machar Ki Barbadi; Kahta Hai Ki Meri Kismat Hi Khoti Hai; Makkhi Raat Ko Gudnite Laga Ke Soti Hai
Patni: Tum Ne Kabhi Socha Hai Ki Meri Shadi Kisi Aur Se Ho Jati To Kya Hota? Pati: Nahin Maine Kabhi Kisi Ka Bura Nahin Socha!
Patni: Suno Ji Jis Pandit Ne Hamari Shaadi Karwai Thi Vo Gujar Gae Pati: Sab Karni Ka Fal Hai Papon Ka Anjaam Bhugatna To Padega Hi