Banta: Tum Akhbaar Padhte Samay Apni Naak Par Rumaal Kyon Rakhe Hue The? Santa: Main Basi Khabar Padh Raha Tha
Santa Banta Ke Ghar Khana Kha Raha Tha Banta: Yaar Tumhara Kutta Mujhe Kafi Der Se Ghur Raha Hai? Santa: Jaldi Se Khana Kha Lo Varna Kaat Bhi Lega Kyonki Tum Khana Usi Ke Bartan Men Kha Rahe Ho!
Santa Banta Se: Main To Apne Sare Doston Ko Bhul Hi Gaya Tha Par Ek Film Dekhi To Sab Yaad A Gae Banta: Kaun Si Film? Santa: 'Kamine'a
Santa: Yaar Koi Aisa Tarika Bata Jisse Main 100 Saal Tak Jinda Rah Saku ? Banta: Bahut Aasan Hai Tin Din Men Ek Bar Khana Kha Aur Tin-Char Shadiya Kar Le Santa: Kya Isse Main 100 Saal Tak Jinda Rahunga ? Banta: Nahin Par Isse Tu Jaldi Hi 100 Saal Ka Dikhne Jarur Lagega
Santa Banta Ko Gusse Se Bol Raha Tha Santa: Yaar Jab Maine Tujhe Khat Likha Tha Ki Meri Shadi Men Jarur Aana To Tum Aaye Kyon Nahi? Banta: Oh Yaar Par Mujhe Khat Mila Hi Nahi Santa: Maine Likha To Tha Ki Khat Mile Ya Na Mile Tum Jarur Aana
Santa Sharab Pi Kar Bas Men Chad Gaya Banta: Tum Narak Ke Raste Par Ja Rahe Ho Santa(Chillaya): Oye Roko Roko... Bas Roko Mai Galat Bas Men Savar Ho Gaya